1 memon ne arbi ko khoon dey k uski jaan bachai.
Arbi ne usay MERCEDES gift kardi.
Arbi ko phir khoon ki zarorut pari,
Memon ne phir khoon dia.
Ab k bar Arbi ne till waly laddu gift kiye,
Memon:Ghusse se, mercedez kion nahi di?
Arbi:Munna…!!
Ab hamarey ander bhi memono ka khoon dor raha hay:)
Biryani kana y ki dua!
Niyat karta hoon Main 4 plate biryani ki,
Vastey 15,20 boti"k",
Bama zarda,raita aurbb salad"k"
Muon mara deigh ki taraf,
Bismillah
Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.