''Stars are far away, The sun is so hot to touch
And the moon is unapprochable
So I brought u in my life
Bcoz I wanted to have my own little Universe..!!''
american bola hamare mulk mein ek bacha paida hua us kai leg nahi thay hum ne ussay artifical leg laga diye ajj woh bacha atthele hai
russain bola hamare mulk mein ek bacha paida hua us k haath nahi thay hum ne artifical haath lagwa diya ajj woh boxer hai
pakistani bola yeh tou kuch b nahi hamare mulk mein ek bacha paida hua us ka sir nahi tha hum ne ussay army ki head pehna hii ajj woh hamara president hai
Phone na kia karu DEAR
Mama hoti hain NEAR
Papa se lagta hai FEAR
Baat nahi hoti CLEAR
Dewaron k b hote hain EAR
IS liye SMS karu DEAR
No FEAR n everything CLEAR