App khwab main aye ahtalam ho gya.ap ki izat bi reh gai hamara bi kam ho gya.Send this mesege to atleast 10 tharki''s u will see a popat bachi in dream trust me
film actress meera yesterday screamed
in an interview
"agar mein jhoot boloon to mera baap marr jaaye".
The city district government of lahore
has reported that 26 men from
various parts of lahore simultaneously
suffered a heart attack last night.
Aj
Meri
Sim
Ka
Birthday
Hai.
Ap
Chahein
To
Gift
Samajh
kar
is
mai
100 Rs
Ka
Balance
Dalwa
Sakte
Hain
ALLAH
Ne
chaha
To
Aglay
Maheene
Phir "Birth Day"
Manain gay
Wife : " Suniye ji ! Apki Aziz Dost ghalat larki se shaddi kar raha hai . Aap Usey Roktay kyun nahi ?"
Husband : " Main Kyun Roko? Aus Ne Mujhe Roka Tha Kiya ?? "
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.