I am sorry yaar, aaj tak maine tujhe avoid kiya,kai bar tujhse bat nahi ki,tujhse hath nahi milaya, Sorry yaar mujhe pata nahi tha ki “AIDS” chhune se nahi failta.
Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....
2 Cockroaches eating potti in washroom.
1st: yar pait main buhat dard ho raha hai muje potti aa rahi ha
2nd: yar khanay k time pe to kam se kam gandi baatain na kar