''1 admi apni biwi ko

''1 admi apni biwi ko
''1 admi apni biwi ko dafna k ghar aya to ASMAN per bijli karakne lagi or toofan aa gaya
admi asman ki taraf dekh kr bola lagta hy

"POHANCH GAI"''
  

May, 24 2010     150 chars (1 sms)     3102 views       Funny

more Funny SMS Messages

Whats The Difference Between Compelete & Finished ?

.
.
.
.
.
.
If U R Find Gud Wife U R Compelete

Otherwise U r Finished .!!
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch samajh nahin aa raha



Ek larki bathroom me naha rahi thi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aur
.
.
.
Darwaza bund tha. :-) :-)}
''Teacher: Shoaib Akhtar is Male or Female?

Student: Female

Teacher: How?

Student: Just now C commentator said, "A Beautiful delivery by Shoaib Akhtar.''
Teacher: Ohm's law sunao.


student: Pura tu nae aata bs akhir se aata hai. . .

Teacher: Chalo shabash woe suna do.

Student: "That is called Ohm's Law" :-)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho
''1 sardar resturent m soop pi rha tha.

boy:
sardar ji soop vich makhi ae..

sardar:
dil wada ker yar..
makhi nay ki pena ay..''
Farishta Murday Say: Main Hisaab Lainay Aaya Hun
Murda: Ayay Ho Mere Zindagi Mein Tum Bahar Bun K
Farishta: Hisaab Shoru
Murda: Pocho Zara Pocho Mujhay Keya Huwa Hai
Farishta: Allah Ko Yaad Kiya
Murda: Kabhi Bhoola Kabhi Yaad Kiya
Farishta: Kiya Tum Allah Say Dartay Ho
Murda: Pyar Keya To Darna Kiya
Farishta: Main Ja Raha Hun
Murda: Akailay Na Jana Mujhay Chor K Tum...
Farishta: Tum Cheez Keya Ho?
Murda: Main Cheez Bari Hon Mast Mast... ;->
Ek Sardar 2 A Man :
Yaar Musibat K Waqt
Gadhey Ko Bhi Baap
Banana Parta Hy ...

Man :
Wah Yaar Bari
Himmat Hy
Jo Teri Amma Maan
Bhi Jati Hy ... ;->
If A Baby Mosquito Asks Permision

Frm Its Mother 2 Go 4movie Wit Its Frnds

Wat Wil Its Mother Say?

"Be Careful While Audience Is Clapping"
did u know what is mean by MAN
M=marvelous
A=and
N=nice
and the word WOMAN mean is
W=wanted
O=other
MAN=man
Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge Qawali...

Zong! 1st Sep Se Balance Check Karne Per Charge Laga Riaaa Hy

Jazz! Gaon Mei Ghanta Package Per Degree Bant Riaaa Hy

Ufone! Her Hafte Naya Ad Bana Riaaa Hy

Warid Glow! Feel Free Ka Nara Laga Riaaa Hy

Telenor Djuice! Tou Din Aur Rat Ko Ek Bana Rahaaa Hy

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge
Qawali... =P ;->