Wo 3 Lafz Batao Jo

Wo 3 Lafz Batao Jo
Teacher: Wo 3 Lafz Batao Jo

Sab Se Zyada Boley Jatey Hain?

Student: Mujhe Nahi Pata.

Teacher: Shabash, Baith Jao..!
  

May, 17 2010     125 chars (1 sms)     2725 views       Funny

more Funny SMS Messages

Patan Apni Girlfrend K Saath Date Par Gaya
Aur
Aahista Se Bola
''''Mere Dil Main Ek Baat Hai Magar Kehte Huey Ghabrata Hoon. . . Tum Gussa Karogi ''''


Girl: Nahi Karungi, Ab Keh Bhi Do


Pathan: Tumhare Paas Niswaar Hai . . . ;->
Pathan Halwai Sy
Tum Kitny Saal Sy Jalebi Bana Rahy Ho?

Halwai Bary Fakhar Sy
30 Sal Sy

Pathan: Bari Sharm Ki Bat Hy
Tum Se Aaj Tak Jlebi Seedhi Nahi Bani:-D
Boys Philosphy . . .

Shaadi Aise Ghar Main Ho

Jahan Sasur Maaldar Ho

Aur Saas Beemaar Ho

Biwi Kaisi Bhi Chale Gi

Par Saaliya''n d Chaar Ho . . . ;->
Wife ko Begum kyon kehte hain? Kyonki shaadi ke baad saare gum to husband ke hisse mein aate hain or wife Be-Gum ho jaat hai.
Sardar: Pata he hmary gaoon me itni sardi parti he k bhensain jama hua dodh deti hen

Pathan: hmary gaon me is se b ziada sardi parti he.
Ek dafa me rat ko so raha tha k meri ankh khuli me ne apni charpai k nechy dekha wahan ek ajeeb c chez thi me ne usy aag py gram kya to awaz ai..

P000OON... ;->
Husband on wedding,askd his wife hd u any boy frnd befor our marriage?
Wife:silentHe said,mai iss khamoshi ko kya samjho,She replied

"TO0T PAINEA GINUN TE DE"
My
eyes:
Miss u

My
feelings:
LOve u

My
mind:
Calls u

My life is U


I''ll die without u
I LOVE U

Aisa Teri wali mujhe bolti hai

Sambhal usko
A KISS ...

Can Be A Comma (,)
A Question Mark (?)
Or
An Exclamation Point (!) ...

That''s Basic Spelling
That Every Woman
Ought To Know ... ;->
Small Things Can Hurt A Lot....................
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Example......................
U Can Sit On A Mountain But Not On A Pin........ ;->
Apko ek Cheez sikhatay hain!

.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
Sabar kaise karte hain :) :)
next generation will learn the alphabets in this wat :
A-APPLE
B-BLUETOOTH
C-CHATING
D-DOWNLOAD
E-EMAIL
F-FACEBOOK
G-GOOGLE
H-HOTMAIL
I-I POD
J-JAVA
K-KINGSTON
L-LAPTOP
M-MESSAGE
N-NOKIA
O-OUTLOOK
P-PRINT
Q-QUICK TIME
R-RAM
S-SERVER
T-TOUCH SCREEN
U-USB
V-VISTA
W-WIFI
X-XP
Y-YOUTUBE
Z-ZUBAIDA AAPA
Itni Shiddat Se Maine Paas Hone Ki Koshish Ki Hai,

k har teacher ne mujhe marks dene ki saazish ki hai,

Ye exams bhi apne hindi filmon ki tarah hote hain,

ant tak sab kuch achha ho hi jata hai-HAPPYS ENDINGS.

Agar tum kisi paper mein paas hona chahte ho,

to saari kaaynat tumhe usko paas karane me lag jati hai,

aur agar aisa nahi hota.. to exam abhi khatam nahi hue,

SUPPLY abhi baaki hai mere dost..!