''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''
*some funny fact*
**kishor ka baap haklata tha agar wo thk se bol pata to aaj uski umra 3 saal jyada hoti
***mard aurat ko kamjor kahta hai lekin agar wo martban ka dhakkan band kar de to wo mard to ky uske baap se v nahi khulti
***ghore ke muh me hath dal ke uske daat ginane se pahle ye jarur khyal rakhe ki kahi ghora apna muh band karke kahi apke ungkiya na ginani shuru kar de
****hichki rokne ka ek aasan tarika hai ki saas rok ke hazar tak gino.