Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch samajh nahin aa raha
uske baad to mai apne "balance" ki bhi nhi sochta.. "dabbang" hum tumhare mobile me itne sms krenge ki confuse ho jaoge ki konsa padhe or konsa delete kre."ready"duniya me tumhe sab se zyada msg sirf 3 log karenge:i,me, and myself.."body guard" mujh par ek ehsaan KRNA mere msg mujhe re send mat KRNA...
Sheikh Sb k betay ki shadi thi.. sub Mehman intizar kr rahe thy k kab sheikh sb khanay ka bolen gey.. Raat k 2 baj gaye to sheikh sb se bhi raha na gaya .. unho ne garamjoshi se kaha.. sub 4,4 ho ker beth jayen..sub mehman khush ho gay k khana khulney wala hy.. phir sheikh sb ne sub k agay Tash pattay rakh diye k khelo