Ek Meraasi Na Choudhry Sahab Ki Beti ka Rishta Manga.
...
Choudhry Ne Meraasi Ko Khoob Jooton Ghoonso se Mara
...
Maar Kha K Meraasi Utha Kapre Jhar K Bola
''''Fir Choudry Sahab Main Inkaar Samjhan?'''' ;->
''1 pathan angoor bech raha tha mgr keh raha tha aaloo le lo aaloo.
2sry admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan. Chup ho jao warna makhia aa jayn gi.''