''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
two frn are talking to each other
1st: kal tumhare pati pipe se apne flat mai ja rahe the.
2nd:haan pairon mai plaster k baad doctor ne unhe seediyan[stairs] chadne se mana kiya hai