Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
Sharabi ne Doctor se puchha-Aap meri sharab chuurva sakte ho? Doctor-Han kyun nahi. Sharabi-Toh Punjab Police ne meri 200 bottle pakdi hai. Pls chuurva do na.
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->