''roz logon se tare pange honge, roz tareghar main dange hon ge.agar mujhe sms nahin kia to yaad rakhna. tumhare 12 bache honge or sare lafange honge......''
Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...
Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->