Sir to student: batao Pyar ot ishq main kiya farq hai?
Student: Sir pyar woh ha jo aap apni beti se karte hain
or ishq woh hai jo main apki beti se karta ho
yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
''Aaj Ke Baad Tum Mujhe Call Mat Karana,
Na Sms Karana, Baat Bhi Mat Karana,
Milane Ki Koshish To Bhul Se Bhi Mat Karana,
Kyonki Doctor Ne Mujhe
Mithi Cheejo Se Dur Rahane Ko Kaha Hai''