Message pe message bhejte ho,
bhej bhej ke bheja kharab karte ho,
bhejte ho to bhi kya bhejte ho,
khud ka bheja to chalta nahin,
doosron ka bheja hua bhejte ho!
Eik Dehaati Shehar Gya,
Uss K Peechay Ik Kutta Dor Para
Dehati Nay Pathar Uthna Chaha Magar Pathar Zamin K Sath Jura Huwa Tha,
Dehati Ne Kaha,
Yeh Ajeeb Jagah Hai Yahan Kutton Ko Khula Chor Daitay Hain Or Pathar Ko Baandh Daitay Hain,