Machar ne jo katha to dil mein junoon tha,
Khujli itni huyi,
Dil bay sukun tha!
Pakda to chod diya ye soch kar..
Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.
Ye Badalti Rutai''n
Ye Dubte Huey Arman
Ye Terti Hui Musafatai''n
Ye Jalte Diye
Ye Pighalte Huey Badan
Ye Bhujti Shame''n
Ye Kch Or Nhi Srf
.
.
.
KESC Ki Beghairti Hy ... ;->