Nurse-congrats: Aapke jurwa bete hue hain.....
Santa: Ye to hona hi tha...
Nurse- Kyon?
Santa: Jab dekho KBC PART-2 dekhti rahti thi, Mil gaya na UMEED SE DUGNA
Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.