Tofani barish mein rat ko,
shop per 1 admi pizza lenay aaya
SHOPKEEPER: Aap married hein?
Admin:Is tofani barish mein kia
meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Masjid k liye chande ki apeal ho rhi thi,
1 admi khara ho k kehta he me bulb lgva donga
Dosra: Me tube lgva donga
Pthan josh me a k kehta he me cable lgva donga!