''1 pathan angoor bech raha tha mgr keh raha tha aaloo le lo aaloo.
2sry admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan. Chup ho jao warna makhia aa jayn gi.''
Bolaa dukaan-daar, ke kya chahiye tumhain. Jo bhi kahoge meri dukaan per wo paoge. Maine kahaa ke kutte ke khane ka cake hai, bola yahin pe khaoge ya leke jaoge
?3 SaaL K Bachay Ne Pyar Ki Definition Bataai: ? ? Pyar ?? Pamper Mei Huwe SuSu Ki Tarha Hota Hy. Jb Ho Jata Hy To Kisi Ko Nazar Nhi Aata, Bus Khud Ko Hi FeeL Hota Hy..:-