''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
Sardar kay 8 bachon mein 1 alag dikhta thajab sardarni merny lagi to sardar ny poocha :
"Ab to bata do ye kiska hai?
sardarni: "Ye hi to aap ka hay!";-).