Subha shaam teri Yaad aave hai,
Sari sari raat jagavey hai,
Karne ko to kar lu call tujhe,
Per kambakhat customer service ki larki balance low batavey hai,
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.