Pathan Ka baita Awaaz badal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy.. "Maira baita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa sakta" Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay sy ßola.. Tum Kon baat Ker Rahay Hou? bacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu baat Ker Rahay Hain..
"Yaar Ye Mard Kitni Jaldi badal Jate Hyn, Kal Tak Chaudry Sahab Mujhe Itne Ache Lagte Thay, Itne Pyare Lagte Thay k Kia Bataon?
Magar Ab Unki Shakal Dekhne Ko Dil Nahi Kerta" ;->
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga.
Happy Birthday
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''
Laila ne majno ko ek darakht k peechy dekha
or kaha tum majno ho? Wo
bola haan
Phir usko deevar k peechey dekha or kaha tum majno ho?
Wo bola haan
Phir usko ek darwaze k peecha dekha or kaha tum majno ho? Wo
bola abey haan ab mootne de gi ya nahi? =P ;)