Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Woh chumle ek baar to aati nahi neend
unki awaz sunte sunte hi raat jaati hai beet.
isiliye kehati hoon yaaro
ye risk na uthao
morten JALAO MACHCHHAR BHAGAO !!! :)
Light na hone ki wajah se baniye ne candle jaladi aur bola
Doctor ko bulane ja raha hu,agar tumhein aisa lage ki tum nahin
bachogi to pleasw yeh candle bujha dena.