Every Man needs a

Every Man needs a
Every Man needs a Beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting & cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.
  

May, 20 2010     162 chars (2 sms)     3767 views       Funny

more Funny SMS Messages



DARD NAK KAHANI.

aik larka tha, wo aik larki ko chahta tha. magr wo lrki nhi janti thi.

Aik din larke ny himat ki aur usy kaha k tm mujhe achi lagti ho.

Lrki ko shadid ghusa aya aur us ny...
.
.

.
.
Lrke ki nak pe muka mar dia.
Lrke ki nak ma shadid dard hoa
aur

Is tara bni ya
''DARD'' ''NAK'' kahani ;->
Shortest Fairy Tale In Da World.... ONce upun a time , A Guy Asked a Girl ," Will U Marry me "

She Said " No " & The Guy Lived Happilty Ever After :)
Batain wo konsi Vegetable hay
Jis me Taala Or Chabi dono ata hain.?
It's A Challenge

Answer :

Lock Key
Pathan: Molvi Sahab koi Aisa tareeqa batao k

Main Khaon Piyon, Aur Mera Roza na Tootay?

Molvi: Logon se Mukke aur Laaten Khao.

Aur Ghussa Piyo. Roza Nahi Tootyga.

Tipz To Beat Da Summer

1-Drink Lot Of Fresh Water

2-Cover Ur Head Wen Outside

3-Eat Vegetables


But Most Important



4-Msg Me Daily Bcoz I M So
Coool.. ;->
Pakistan means

P=Pistol

A=Atom bomb
K=Khud kash hamla
i=Ilim ki kami
S=Sarkon pe pani
T=Trafic jam
A=Awam''s sleeping
N=No response
Yhe he pakistan meri jaan
Kuch Admi Dozak Mein Bohat Garmi
Mein Bary Aram Se Soye Pare Thy,


Ek Farishte Ne Dusre Se Pucha Yar Ye
Itny Aram Se Dozak Mein
Soye Huye Hen To Dusre Ne Kaha,


Ye Sab Karachi Se Ayen Hen
Garmi Aur Loadshading K Adi Hy.= P ;->
Arz kiya hai-
Apke chehre par udasi aur ankhon mein nami hai,
Apke chehre par udasi ankhon mein nami hai
TATA namak Istmal karo aap ko IODINE KI KAMI HAI
Teacher: everyone write your lover name in a paper../

After 2 seconds boys : Finished madem . .

After 10 minutes girls : Additional paper madem.../ :-D
Aap Ne Miss Call Di Aap Ki Nawazish Hay,

Aap Ka sMs Karna B Lagti 1 Saazish Hay,

Kya Really Aap Hum Ko Miss Karte Ho,

Ya Haathon Men Aap K Khaarish Hay........



Dunya ki sabse taqatwar shai hy Loha
har shay ko kat dyta hy
Lohe se taqatwar hy Aag
jo lohe ko pighla deti hy
Aag se taqatwar hy Pani
Jo aag ko bhuja deta hy
Pani se taqatwar hy Hawa
Jo Pani ko Ura le Jati hy
Hawa se taqatwar hy
INSAAN jo Hawa ko qaboo kr leta hy
Insan se Taqatwar hy
Pereshani jo Insan ko qabo kr leti hy
preshani se taqatwar hy SADQA jo har
preshani ko Kha jata hy
AUR In SABSE TAQATWAR Hy "Altaf bhai"
JO SADQA B KHA JATA HY... =P ;->
Father:baap

son:abu telephone kis ne bnaya?

Father:Garaham bell ne.

Son:us k baap ne q nai bnaya?