american bola hamare mulk mein ek bacha paida hua us kai leg nahi thay hum ne ussay artifical leg laga diye ajj woh bacha atthele hai
russain bola hamare mulk mein ek bacha paida hua us k haath nahi thay hum ne artifical haath lagwa diya ajj woh boxer hai
pakistani bola yeh tou kuch b nahi hamare mulk mein ek bacha paida hua us ka sir nahi tha hum ne ussay army ki head pehna hii ajj woh hamara president hai
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".