''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
koi gum nahi fir bhi mann udas hai,
koi rista nahi fir bhi ek aas hai,
kahne ko to bahut hai apne,
par tu hi ek khas hai,
jyada khus mat ho ye sab bakwas hai.
Girl: Is dress ki kia keemat hay..
Shopkeeper: 5 kiss
Girl: Or us dress ki kia keemat hay
Shopkeeper: 10 kiss
Girl: ok dono dressess pack kardo is ka bill dadi dengi