Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->
Newspapers me aaya
50% Pathan Bewakoof Hoty Hain.
Is Pae Pathanao NE KAfi Halla machaya.
Phir aaya .
50% Pathan Bewakof Naho Hoty hain.
Tab ja K mamla Set hoa.
''aaj pink panther ki barsi hai,us k liya plz yeh sms kam se kam kisi 1 cartoon ko zaror send karen , main ne apna farz poora kar diay ,ab ap ki bari hay..