Jo Mujhe Abhi Msg Na Bheje Wo . . . ? ? ?

Jo Mujhe Abhi Msg Na Bheje Wo . . . ? ? ?
Jo Mujhe Abhi Msg Na Bheje
Wo . . . ? ? ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wo Thori Der Baad Bhej Sakta Hai
Koi Tension Nahi Hai . . . ;->
  

May, 19 2010     223 chars (2 sms)     3127 views       Funny

more Funny SMS Messages

teacher:bacho wada karo kabhi sharab,cigerate nhi peo gay?

bachay:nhi peean gay..

teacher:lerkion ka peecha nhi karo gay aur na hi unhain chero gay?

bachay:nhi karain gay...

teacher:is watan k liye apni zindagi qurban karo gay???

bachay:ker dain gay aise zindagi ka aur kerna b kia hay....
There is a great saying ...
"If u want to b Great,
u must walk with Great people"...




seriously,I hav no objection.
you can walk with me
Newton’s Law Of Love . . .

Every Boy On Earth Is Attraacted 2wards A Girl Wid A Force
Directly Propotional 2 da Beauty Of Girl
&
Inversly Propotional 2 da Strenght Of Her Brothers . . . ;->
''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''
"Aham Ellaan"

jald hee pakistan mein wo waqt aaney wala hai,






jab stage k adakaar iss site sey sms pard kar jhughtein lagayein ghey
DaD: Mazar-e-Qaid Kaha hai?
Son: Pata Nahi
Dad: Kabhi Ghar se Nikla karo
Son: Abu ,Yaqbon Sahab Kaun Hain?
Dad: Pata nahi
Son: Kabhi Ghar mian bhi ap Raha Karu !
ORIGINAL DON:
DON ka intizar to 11 town k nazim kar rahy hain

magar DON se GATAR khulwana mushkil he nai namumkin b hai

Q K


DoN is waqt sms parh raha hai,
Gabbar: Aare o sambha! yeh sms padhnewala insaan hai ki bandar?

Samba: Sarkar agar reply kare toh insaan nahi toh bandar.
Aaj ek din aur jee lo
Aaj ek khuwaab aur dehk lo
Aaj ek Dua aur maang lo
.
.
Aaj ek sms aur karlo
.
.
.
kia pathaa...
kal balance ho na ho!!.....
Agar kisi ki maa ke paas bohot daulat hai to use kya kahoge???



Socho....



maa badaulat!
''Jis tarha heere ko heera katta hai... Sone ko sona katta hai...Lohe ko loha katta hai.. Theek usi tarha dekh lena ek din.. Tumhe kutta katega...''
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch samajh nahin aa raha