Aik Elephant agar

Aik Elephant agar
Aik Elephant agar
Nangey Aadmi ko
dekhay ga to kha
Sochay ga?

Nahi Pata?
Ye hi k..

ye Aadmi iti si soond se paani kesay pita hoga..?
ha ha ha ha ha r
Nangey Aadmi ko
dekhay ga to kha
Sochay ga?

Nahi Pata?
Ye hi k..

ye Aadmi iti si soond se paani kesay pita hoga..?
ha ha ha ha ha
  

May, 19 2010     302 chars (2 sms)     2887 views       Funny

more Funny SMS Messages

Teacher: Bachon Batao Pakistan
ne Jo Atom Bomb India pe pheka tha
aur India ne use Pencil bana
diya uska naam kya hai?

STUDENTS: ADNAN SAMI
Kamal kay NAKHRE Tumhare............






Ajeb tumhara STYLE hai.........





"SMS" karnay ki fursat nahi or...







Hathon main MOBILE hai...........!!!!!!!!
Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba


Museebat Main Ho to Kabhi Ye Na Socho k Konsa Dost Kaam Aayega...
.
.
.
Balkay
.
.
.
Ye Socho K...

Ab Konsa Dost AUQAAT Dikhayega....!

1 admi ki shadi hui, us ne dost se mashwra lya k wo kese apni bv ka dil jeet skta hy

Frnd: Us k pas cigerate lga kr jana or us ka dhunwa us k mu pe mar k kehna
Janu agr tm kaho to ye adat b chor skta hun.

Us ne ja kr esa hi kia....!

Bv ne sun kr jwab dia


"Agr Gold Leaf hai te ek suta menu v lawa"
Whats The Difference Between Compelete & Finished ?

.
.
.
.
.
.
If U R Find Gud Wife U R Compelete

Otherwise U r Finished .!!
Pathan:Yara abhi tumhara Ami ka khaansi kesa hai ?


Dost: Khaansi to band hogaya hai par saans ruk ruk k aa raha hai.


Pathan:Koi baat nahi ALLAH karega wo bhi jaldi band hojayega.
Larki: mein shadi k baad tumhare saray dukh baant lo0ngi.

Larka: lekin mujhy tu k0i dukh hai hi nhi!


Larki.......
mein shadi k baad ki baat kr rahi ho0n :-)
sms

sms


sms

sms



sms

sms

sms

sms






now dont ask me 4 more sms ...

appna raag aap jamaoo


Pagal khaney Main Bht
Sarey Pagal Naach Rahy
Thay. In me Sy 1 Pagal
Khamosh Betha Tha
Dr. Tm Khamosh Q
Bethe Ho?
Pagal Ny Kaha-Bewaquf
Me "Dulhan" Hon ;->
Shikari dost say: Mein ik mrtaba shikar pay gaya or SHER say saamna hua,wo meray peechay bhaagnay laga,mein b bhaagnay laga or bhaagtay bhaagtay thak gaya to ruka, SHER meray qarib aaya or phisal gaya. Mein phr bhaaga or phr thak k ruk gaya, SHER meray qarib aaya or phisal gaya.

Shikari dost say:Agr tu meri jgha hota to kya krtay?

Dost:Meri to dar k maaray potti hee nikal jati!

Shikari: Hanstay huay,to SHER itni dair say phisal ks pay rha tha... =P ;->
''Aap k haath mein Mobile hai,
chehray pe khoob Smile hai,
Msgs ki achi khasi File hai,
phir bhi sms nahi karte ho,
Ye kon sa STYle hai''