yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
**2007**
''LIGHT!
Roz 2 ghantay k liye "JAYE" gi!
**2008** "
LIGHT!
Roz 2 ghantay k liye "AYE" gi!
*FARAQ TO PARA HAI*
Har Qadam Khush-hali ki taraf
Geo Musharaf...!