Ek Kanjoos Aadmi Subha Utha Tou Usne Dekha k Us Ki B.v Mar Gayi Hai
Wo Bhagta Hua Kitchen Me Gaya Jahan Uski Beti Naashta Bana Rahi Thi
Aadmi Ne Usay Gale Laga Ker Rote Huey Kaha
''''Beti Aaj Ek Aadmi Ka Naashta Kam Banana'''' . . . ;->
Kisi se nahi kaha teray fasanay ko...janay kaisay khaber hogai zamane ko...Gatter band hogaye saray shaher k...Tum bagarat ko kis ne kaha tha nahanay ko.