Agar pagal khaney k pagal

Agar pagal khaney k pagal


Agar pagal khaney k pagal sey jhaghrada kar k pagal khaney ka doctor paghal ho jaye to news mein khabr kaisay aaye ghee?


"ghar kee baat ghar mein hee reh ghayee"
  

May, 17 2010     172 chars (2 sms)     2759 views       Funny

more Funny SMS Messages



Teacher:
Dunya Ka Pehla Insaan Kon Tha?

Pappu: Hazrat Adam!

Teacher:
Shabash! Ab Batao K Unki Nationality Kya Thi ?

Pappu: Pakistani..

Teacher: Woh kese?

Pappu:
Un K Paas Ghar Nai Tha,
Kapray Nai Thay, Aata Nai Tha,
Bijli Nai Thi,
Gas Nai Thi..

Phir B Woh Zinda Thay!!
Judge: Tum qabool karte ho k tumne kapre ki dukaan se 5 baar chori ki hai, to kia kiya churaya?
Chor: Janab ek saarhi.
Judge: lekin ek saarhi ke liye tumhe 5 baar chori karne ki kia zaroorat thi?
Chor: "4 baar meri biwi ko saari pasand nahi aayi thi...


Hamein to apnou nay lota.
Gairoun main kahan dam tha !

Roti. Kapra. Makan. Ko to choro..
Rat ''lotay main pani'' bhi kam tha !! ;->
Admi bakriyan chara raha tha

Pathan:
ye bakriyan kahan ly ja rhy ho?


Admi:
Inhen school chorne ja rha hon


Pthan:
Mjy pagal smja ha?







Aj to itwar ha..
Jb meri koi call na aye,




jb koi sms na aye,




jb koi missed call b na aye,




To.....!




smaj lena k.



"APP K DOST"
Ko 100 wALE CArd ki zAr0rt hy ;->
teacher, student se jo cheez tumhe tang ya pareeshan karn use apne pas bhi na bhatakne do.

Student, chal beta sub se pehle to tu aage peache ho.
Q: Agar William Shakespeare Hyderabad me paida hua hota to uska kya naam hota?
Socho Socho…..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ans: Wali Miya Sheikh Peer…
Aap Ki Chahat Ki Qadar Kartay Hay,

Salam Aap Ki chahat Ki Nazar Kartay Hay,

Jo Kartay Hay Wafa Hum Say,

Jaan Apni Hum Un Ki Nazar Kartay Hay.
WHICH IS THE SHORTEST JOKE?

A. SANTA SINGH AND BANTA SINGH PLAYING CHESS
*Some funny truth*
* shadi se pehle har aurat apne chehre se aadmi ka bheja kharab karti hai or shadi ke baad apni cooking se aadmi ka hazma.
*aurat apne future ki chinta jab tak karti hai jab tak ki shadi suda nahi hai,jabki aadmi apne future ki chinta shadi ke baad hi karta hai.
*aurat ko mard ke pichhe kabhi nahi bhagna chahiye,
kya pinjra bhi kabhi chuhe ke pichhe bhagta hai.
*hitlar ka kahna tha ki impossible kuch bhi nahi,
par mai kahta hu ki agar apme dum hai to ek hath me do tarbuj pakad ke dikhayiye.
*aurat ko kabu me rakhne ka ek hi tarika hai,
magar afsos ki wo tarika kisi mard ko nahi maloom.
*ramu ki biwi ko machchar aankh band kar ke katate hai kyuki wo bahut hi badsurat hai.
''{}.{},
/@ / "^----:":*
\,,/" /TOYOTA * * / ,,/\,\/ ,,/\,


Petrol 66.70 Rupay hai

Is liye Aapke Aney Haaney k Liye Paish Hai.

"KHOTA TOYOTA"

Model 2010

Petrol ka Dushman,

jab tak Dil kary Chalate raho,

5 years Maintenance Free,

Sponsered by:

Jahan Khuab Wahan KHOTA TOYOTA. :-)''
Ek dafa 1marasi k ghar petrol ka kuaan nikal aya marasi boht khush hua

Apny bap sy bola aba hun asi apna petrol pump kholan gay

Aba khush ho k; Tay oda naa ki rakhan gay putar ?

Marasi; Fakhar sy M.S.O

Aba: Eida matlab.. ?







"Marasi State Oil"

Hosh kar Oye :->