Agar dantttooon k Doctor

Agar dantttooon k Doctor
Agar dantttooon k Doctor ko Daant mein dard ho to wo kahan jaye gha?


Arrey yaar Zahir hai k wo kissi doctor k pass to jaye gha naheen kyun k ussey achcha khasa experience hota hai, To reh ghaya mein to merey paass hee aaye gha na.
  

May, 17 2010     236 chars (2 sms)     2408 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aik Dost Toilet Ma Dosra Bahir Sa Awaz Da Raha Ha Ka Jaldi Ker

Ander Sa Awaz Ati Ha

(Tatti Abi Baqi Ha Meray Dost) :-)


Dil main he mere Dard-e-bhutto

“Dard-e-bhutto”
“Dard-e-bhutto”
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
“”Dard-e-Bhutto”"
“”Dard-e-Bhutto”"

ha koi muqabla karne wala
Pati: What’s hypnotism?

Patni: Kisi ko apne vash mein
kar K us se man chaha kaam
karwana.

Pati: Arey nahi isey to Shaadi
kehte hein.
tumko dekha to ek khyal aaya..
tumko dekha to ek khyal aaya…
tumahri saheli ko dekha to dusra khyal aaya ….!

hahahahahaahah……..
Tourist: Whose Skeleton Is That?

Santa: Tipu Sultan''s Skeleton.

Tourist: And Smaller Skeleton Next To It?

Santa: Tipu''s When He Was Child


1pagal 2nd Se
Hath Ma Cigrete Daba K Pochta Ha: Batao Mre Hath Ma Kia Ha?
2pagal:
Train.
1pagal:Tmhe Kese Pta Chala?
2nd:Tmare Hath Ma Se Dhunwa Nkal Ra Tha ;->
Ek din milla wo mujh say,

Bujha bujha sa
Jhuka jhuka sa
Udasiyoun main
Racha bassa sa ....

Jo main nay poochha..
Udaas kyon ho..?

Jhuka ke palkain ,

Chupa ke chehra ,

Laga wo kehnay ,

Ammi ne chamat mara hai... =P ;->



Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->
1 pathan bhagte bhagte ruk gaya..
.
Kyun?
.
.
.
Yaaaar os ka sans phool gya tha, Jaan ly lo pathano ki.
tum b na
jaan le lo pathano ki


Aik Pathan Road Pe Potty Kar Raha Tha.

Police Ne Usey Pakar Liya.

Jab Usey Le Jaane Lagey To Pathan Bola:


"Saboot To Utha Loa"
Pataane Se Na Pate,Esi Koi Ladki Nahin,

Pataane Se Na Pate,Esi Koi
Ladki Nahi.
Agar Fir Bhi Na Pate,To Duniya Me Ladkio Ki Koi Kami Nah
Aap Q Pareshaan Hain...???


Kia Aap Ko Theek Terha Se Neend Nahi Aati...



Kia Raat Ko Sote Main
Jaag Jate Hain



Kia Raat Ko jaagne Ki Waja Se
Aap Ko Baar Baar Rona Bhi Parta Hai ???


Ab Mazeed Pareshaani Ki Zarurat Nahi



Kion K Hum Laaye Hain
Sirf Aap K Liye.....






PAMPERS Twin Pack
Ab Sirf 169 Rs/- Main


Chain Se Sona Khoob Barhna... ;->