Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
Bazu main dam rakhta hun, Dil main gham rakhta hun, Aapki dosti k baad logoun se wasta kam rakhta hun, Pata tha mujhe SMS aayega, Isliye disprin sath rakhta hun!