2 girl frndz

2 girl frndz
2 girl frndz
girl 1: Yar ye larkay apas main kaisi batain krtay hain..
Girl 2: waisi hi jaisi hm larkian krti hain..
Girl 1: Astagfirullah itni gandi batain..
  

May, 25 2010     161 chars (2 sms)     3382 views       Funny

more Funny SMS Messages

Paktel K CEO Ne Mujhse Kaha Agar Tum Meri Larki Ko Pata Lo To Apna Naam Badal Dunga

phir Kya Hua?








Paktel Is Now
''ZONG'' ;->
Pathan to Police:ujhe phone pe Qatal ki dhamkiyaan mil rahi hain.

Police:Kon hai wo ?

Pathan:
.
.
.
.
.
PTCL waly kehte hain bill nahi bhara to kaat dengy.
My sweetheart,
My kuchikoo,
My nonumonu,
My golumolu,
My darlng,
My cutipie,
My jaanu,
My lovely,
My hertbeat,
My sweetst

DOLL''S

is missng.
dikhe to batana..


Sceince kehti hai paani boil karne se
germs mar jatay hain.

Science ko yeh to btao k germs ki
Dead bodies to paani
mai he rehti hain na;-)
Tere Naal Dosti Aakhri Sah Tak Nibawange

Tere Pairan Thalle Assi Ta Talliyaan Tikaawange

Jado Marzi Parakh Lai Mere Dosti Nu

Teri Mashook Assi Phasavange. . . ;->
Mobile & Mobil Oil
Me Kya Same Hai?







Dono Ka Kharcha Insaan Ki Kamar Tor Deta Hai.
Pehle mera apni girl
friend se bat karna bht
muskil tha,


Us k 11 bhai ha,


Jo us ko ghr se nai
nikalne dete thy,


Lekin abkoi masla nai,


Wo hr wqt ata lene k lye line ma khari hoti ha,


Aur rabta karna asan ho gia ha,


FARQ TO PARA HA



GEO MUSHARAF.->


Makan Malik-Mai tumko kiraya dene
k liye aur 3 din ki mohlat deta hu

Std-Theek hai ji,

Main
Diwali
Holi
Or
Chrismas

ke 3 din select karta Hun
Bas kar yaar, mera pura inbox full ho gaya hai tere sms se..........

Ye tareeqa hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE "GANDHIGIRI" se samjhane ka tarika.
Women are confusing…
Before marriage they expect a man, after marriage they suspect a man, after he dies they respect the man.
Ye Jo Chappal Main Pehan Kar Aya Hon

Mat Samjho K Isay Chura Kar Laya Hon

Ye Sub Khuda Ki Deen Hai Mere Bhai
.
.
.
ussi k ghar se utha kar laya hon... ;->
Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
to hum madhosh ho gaye.
Par jab pata chala ki nazarein hi tirchhi hai,
to hum behosh ho gaye