''Pagal Haathi ne chuonti ko tang kiya to chuonti seedhi Hathni ke pass gaee aur kaha Dekho behen apne shoher ko samjha lo warna MARD hamaray ghar main b hain...@''
Agr moulvi films bnana shuroo ker dein to naam hoon gaye,
sub zket day chukay sanam,
maseet mery veer di,
wahabi da khark,
Athra moulvi,
duhman halway da