''Jaise TSUNAMI ko SAMAJH NA musquil hai,CYCLONE ko DEKH NA musquil hai,BHOOKAMP mein REHNA musquil hai,............ LAGTA hai waise hi AAP KA EK SMS paana musquil haii............''
Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…
''1 sharif admi shadi ke bad apni bv se bola:
Ajse tum hi meri zenat ho, izat ho, tamanna ho
Bivi:Mere lye bhi aj se ap hi Mohsin ho,Irfan ho, Zubair ho,Imran ho.''