''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
Miyan bv main jhgra hua to bv ne apni maa ko ph kia:
ME AP K HAN A RHI HU
Maa ne kaha:
USE APNE KIYE KI SZA MILNI CHAHYE
Tm wahin thehro me tumare han a rahi hon