Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay