Pathan namaz parhnay gya 0r 2 bar wazoo kia..
kisi ny pocha khan sahab aap ny 2 bar wozu kyo kia hai?
pathan ny jawab diya:agr 1 toot gya to dosra kam ayega ;->
''1 pathan angoor bech raha tha mgr keh raha tha aaloo le lo aaloo.
2sry admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan. Chup ho jao warna makhia aa jayn gi.''