''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
Son:Papa Mujhe Sher Sunain
Papa:Rasme Ulfat Hai Ijazat Nahi Deti Wrna
Bholen Ge Tumhe U K Sada Yad Kroge
Sön:Ye Shair To Nahi Tha
Papa:Q?
Son:Isme To
''Faraz''
Ka Naam Nahi Aya.