Farishta Murday Say: Main Hisaab Lainay Aaya Hun
Murda: Ayay Ho Mere Zindagi Mein Tum Bahar Bun K
Farishta: Hisaab Shoru
Murda: Pocho Zara Pocho Mujhay Keya Huwa Hai
Farishta: Allah Ko Yaad Kiya
Murda: Kabhi Bhoola Kabhi Yaad Kiya
Farishta: Kiya Tum Allah Say Dartay Ho
Murda: Pyar Keya To Darna Kiya
Farishta: Main Ja Raha Hun
Murda: Akailay Na Jana Mujhay Chor K Tum...
Farishta: Tum Cheez Keya Ho?
Murda: Main Cheez Bari Hon Mast Mast... ;->
Ek admi ki ammi ke NIC per beva likh diya gaya
woh admi gusse mein apne abba ke saath
Nadra ke office gaya
or pathan manager ko bola isse shahi karke do,
Pathan manager ne pistol nikali
Or uske abba ko mar diya
or bola yeh lo shahi ho gaya
4 Dino ke Chutyian O Raba
Lambi Perhai Lambi Perhai
Perhne Me Dil Mera Lage Kabhi Na
Perhne Se Jan Meri Jai Hmesha
Ktne Zmane Bad O Raba
Chutya Ye Ai Chutya Ai