U to hum bhi madad kia nahi karte,
Choclate kya toffy bhi dia nahi karte.
Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya
hum kisiko number bhi dia nahi karte.
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!