Kabhi yaad aye to fone ker lena,
Paisy kam hon to SMS ker lena,
Agar Yah bi na ker saky to mobile dahi main daal ker
VIBRATION on kerna,
or lassi bana ke pi lena
1st Sardar:
Yaar Koi Aisa Karobaar Bata Jis Men Zyada Munaafa Ho?
.
.
2nd Sardar:
Aisa Kar Sardiyon Men Sasti Baraf Le Kar Garmiyon Men Baich Dey.. :-)