''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''
Beemar shohar:
MuJhe Janwron k doctor k pass le Jao..
Biwi: Wo kiun..?
Shohar: Roz subah ''Murghe ki trah uth jata hun,
''Ghore ki trah bhag k ofice jata hun,
ghaday ki trah kaam krta
hun,
Ghar aa k sub par kutte ki trah bhonkta hun,
Aur