Tum bhej rahy ho SMS! * * * * * SMS bheja ja raha hai! * * * * * tum ne bheja SMS! ~ ~ ~ ~ ~ ullu ke pathey, sharam nahin ati bakwas kerty hoay, SMS parh rahy they ya bhej rahy they
1 Pathan Or Sardar Ki Khub Pitai Hui.
Dono Roza Khushai Me Mufta Torte Hue
Pakre Gaye Or Us Pr Bolte Hen
.
?
.
?
.
G, Wo, Hum Larke Walo Ki Taraf Se Hy.. ;->
Mein tum sey pyar karta hoon! mein tumharey baghair zinda naheen reh sakta, agar tum mujhe na millee to mein khudkushi kar loon gha, chahey kuch b ho jaye mein tum sey hee mohabat karta rahoon gha.
Shabash seekh liya.......ab rozana 10-15 sey yehi bol diya karna
Wish u a very Happy new year Valentine’s day Basant 23rd march 14 august Eid ul fitr Eid ul azha Friendship day Mother, father Dadi, dada Nana, nani Children’s day Happy b’day 365 good mornings After noons, evenings’ & nights
Roz roz ka drama nahi Hota mujh se Ab pura saal mat kehna SMS nahi kia
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri.