Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....
Bejaan phool ko khushbu dena koi aapse seekhe
Roothe howe ko hasana koi aapse seekhe
Dost banana to har koi janta hai
Dost ko choona lagana koi aapse seekhe... ;->