ik admi nay kaha:is zindagi sy to mot achi hay
foran ik jin namoodar hua aor bola may nay ap ki rooh leni hay:
admi foran bola yar abi admi kya mazaq b nahi kar sakta
aik din aik larke na apne mummy ko dekha aur kehne laga dekho mummu aik hath chor kar cycle chala raha hooon
thodi daar ke bad wo dubara wahan se guzra aur kehna laga dekho mummy main do hath choor kar cycle chala raha hoon
thode daar ke baad wo dobara wahan se guzra aur kehne laga dekho mummy main do dantoon ke baghar cycle chala raha hoon