Yeh Taveez Mujhe Mobile
Wale BaBa Ne Diya Hai
Ke Yeh Taveez Main Jiss
Number Per Bhi Send Karon
Ga Us Number K Istemal Karne
Wale ko SMS Parhte Hi Mujse
Mohabbat Ho Jayegi...
Ek Shrabi Bus Men Sawar Hua To Seat Pr Bethay Molvi Ne Kaha:
Tum Jahanum K Rasty Pe Ja Rahy Ho
Sharabi Chillaya:
Roko Roko Men Ghalat Bus Men Baith Gaya ;->