Man 2 Pathan: Khanji kal maine apko phone kia par apne uthaya nai.
Phathan: Kyun uthata. Yeh jo maine 30 Rupaiyye deke Gana lagwaya hai, woh tera Baap sunega?
Yeh soch kar pareshan hoon mai
"kal bhi bhutto zinda tha aaj bhi bhutto zinda hai"
DOSTO!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kia bhutto
"STAR PLUS"
mai kaam karta hai..=P;->