1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->
Agar Aap Mein
TALENT Hy
Salahiyat Hy
Aitmad Hy
Kuch Kar Dikhana Chahte HoTo Apna Time Zaya Mat Karo
Aj Hi Join Karo
"LUCKY IRANI CIRCUS"Unka BANDAR Mar Gaya He!